How To Fast My Computer(अपने कंप्यूटर की स्पीड कैसे बढ़ाये ) - Rkinformative

My Blog List

Wednesday, October 7, 2020

How To Fast My Computer(अपने कंप्यूटर की स्पीड कैसे बढ़ाये )

 






Hello friends kai bar hamare computer ki speed slow ho jati hai ya hang hone lagti hai jisse ki hume 

usper kam karne ka man nahi karta to aj mai apko kuch tips bataunga jisse ki aap apne computer ki 

speed badha sakte ho.


kai bar kya hota hai ki computer me lambe samahy tak kam karne se computer me cache files jyada 

ho jati hai jise ki hamara computer thoda slow ho jata hai jise hum chache clear karke sahi kar sakte 
hai.


ya unwanted softwares installed hone ki wajah se bhi hamara computer slow hone lagta hai kyuki 

ye unwanted softwares hamare computer ki ram use karti hai jisse ki hamara pc slow hone lagta hai  

jise hum uninstall karke sahi kar sakte hai. 



kabhi kabhi hamare computer me antivirus nahi hone ki wajah se virus,malware jaise khatarnak 

program install ho jate hai jiski wajah se bhi hamara pc slow hone lagta hai to aiye jante hai iske 

solution ke bare me.


Solution 1 - Clear Cache files



cache files ko clear karne ke liye simple apko apne keyboard pe win+R button ko press karna hai aur 

run command open ho jayega jisme ki "temp" type karke search karna hai ab apko tempreroy files 

show hongi ap pure ko select karke delete kar de.


Step -1 

press -   WIN+R


Step - 2

Type 'temp' and search



Step - 3  new window is opened select all files and delete.


Finish.


Solution 2 - Uninstall unwanted applications


jo application unwanted hi install ho gayi ho jiska apko use nahi hai usko uninstall kar de iske liye 

control pannel me ja ke programs and feature open karke kar sakte hai
Go to control panel and click programs & features


and uninstall unwanted applications





.Solution 3 - Disk Cleanup

Step 1 - open my computer



Step 2 - Select Disk Properties



Step 3 - click disk cleanup





Step 4 - Wait for finish







Solution 4 - Install Good AntiVirus
apne computer me ek achha antivirus install kare aur full scan kare isse computer se virus remove 

ho jayegi aur computer ki speed bhi improve ho jayegi


mai aasha karta hu dosto ki ye artical apke liye helpfull hoga agar apka koi feedback ho to aap niche comment kar sakte ho thanks.....

No comments:

Post a Comment